Karachi mein jab aap ke liye munasib ho, driving shuru karein. Bas app mein online jayein aur shehar mein rides lein. Aap khud faisla karte hain ke kitna kaam karna hai aur kab rokna hai.
Agar aap ko madad ki zarurat ho to hamesha support dastiyab hota hai, aur aap ko baqaidgi se adaigi milti hai. Karachi mein drivers izafi bonuses bhi hasil kar sakte hain jo un ki aamdani barhate hain — kabhi kabhi 30% tak
Kuch drivers maahana taqriban 300,000 rupay kamate hain, yeh is baat par depend karta hai ke woh kitni zayda drive karte hain.
*Yeh figures indicative hain aur pichle 30 dino kay average data par mabni hain.